Poetry is a person’s attempt to make sense of his world in meter and rhyme. Poetry is a dance with God, close and intimate, or jitterbugging across Eden’s fertile valley. Poetry is the first shrieking cry of a newborn babe. Poetry is the tear on the cheek of a mother at her child’s graduation. Poetry is the arc and swish through the hoop of a far flung basketball in that last second effort to win.

bidtraffic

Junoon Pe Chal Pare Jeena Muhaal Kar Liya

By Admin on 19:44

Filed Under:

Raah-e-Junoon Pe Chal Pare Jeena Muhaal Kar Liya,

Hum Ne Talash-e-Husn Mein Khud Ko Nidhaal Kar Liya,

Kese Wo Din Thy Pyar K,

Khud Pe Bara Yaqeen Tha,

Pal Mein Judai Daal Li Pal Main Visaal Kar Liya,

Jeetay Rahy Visal Mein Martay Rahy Firaaq Mein,

Ye Bhi Kamaal Kar Liya Wo Bhi Kamaal Kar Liya,

Apni Bhi Kuch Khaber Nahi Dil Ki Bhi Kuch Khaber Nahi,

Hum Ne Tumhare Hijar Mein Kesa Ye Haal Kar Liya

0 comments for this post

Post a Comment

Total Pageviews